Wednesday 7 August 2013

Wafa ka ziker


Wafa ka ziker chala to mujhe khayal aaya…
Wo naqsh meri wafa ka mita chuka hoga

Jo meri aankhon ko aaina kaha karta tha......
Wo mera chehra bhi ab tak bhula chuka hoga

No comments:

Post a Comment